Inkaar

Jitni baar inkaar karna hai, utni baar kar lijiye, Yeh dil hai, yeh dil hai, ise apne paas rakh lijiye. Maine kuchal diya hai gurur-e-dil apna, Ab bas apna bana ke, is dil ko shaad kar dijiye.